Welcome To Islamic Information Site!!!

Namaz Me Padhe Jane Wale Tashahud (Attahiyat) ka (Roman Urdu/हिंदी/English) Tarjuma

Namaz Me Padhe Jane Wale Tashahud (Attahiyat) ka (Roman Urdu/हिंदी/English) Tarjuma# Tashahud : “At-tahiyyatu lillahi was-salawatu wat-taiyibatu . Assalamu ‘Alaika aiyuha-n-Nabiyu warahmatullahi wa-barakatuhu.
Assalamu alaina wa-ala ibadi-l-lahi as-salihin,
Ashhadu an la ilaha illallah
wa ashhadu anna Muhammadan Abdu hu wa Rasuluh.”
——————
» Tashahud Roman Urdu Tarjuma:
Tamam Ibadatein Allah ke liye hai
aur Tamam Namazein aur achchi Baatein (bhi ALLAH ke liye hai) ,
Aap par Salam ho Aye Allah Ke Nabi (Sallallahu Alaihi Wasallam) aur Allah ki Rehmatein aur uski Barkatein Nazil Ho,
Hum par (bhi) Salam ho aur Allah ke Sabhi Neik Bando par (bhi Salam).
Main Gawahi Deta hu ki Allah ke siwa koi Mabood Nahi
Aur Gawahi deta hu ki Muhammad (Sallallahu Alaihi Wasallam) Uske Bande aur Rasool Hain.

(Sahih Bukhari, Vol 2, 1202 – @[156344474474186:])
Share on Google Plus

About Faruque Aalam

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.

6 comments:

  1. Dekh lo munafiko urf 24 gareebo.. Salam ho nabi pe.. Andhe baap k ghatchop bachho

    ReplyDelete
  2. Bhai
    Hame ek musalman ban kar rhna hai warna lut jayenge barbaad ho jayenge
    Ham bas ek musalman hai bralvi deobandi shia sunni ye sab ladai chodo ek ho jaow

    ReplyDelete