Welcome To Islamic Information Site!!!

☆ Shohrat Ke Waste Ilm Haasil Karne Wala Dozakhi Hai ….

» Mahfum-e-Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alyhi Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Insan Deen-e-Islam Ka Ilm Sirf Isliye Sikhna Chahta Ho Ke Uss Ilm Ke Jarye Wo Kum Ilm Walo(Jaahilo) Par Fakr (Ghamand) Kare, Ulema (Scholar) Se Jhagda Kare, Logon Me Aalim Ke Taur Par Mash’hoor (Famous) Ho Jaaye Aur Log Uski Izzat Kare Tou Aesa Insan Dozakh Me Jaaega”.
(Tirmizi #2654, Ibne Majah #253 : @[156344474474186:])
» Sabaq: Shohrat Wa Fakr Ke Waste Ilm Haasil Karne Wala Dozakhi Hai Lihaza Apni Shoharat Ke waste Ilm Haasil Naa Karo, Balki Deen Ka Ilm Isliye Haasil Karo Ke Allah Aur Uske Rasool Ki Farmabardari Kar Sako Aur Logon Ko Bhi Iss Azeem Tareen Neki Ki Daawat De Sako..
Allah Ta’ala Hume Parhne Sun’ne Se Jyada Amal Ki Toufiq De !!! Ameen …
Share on Google Plus

About Faruque Aalam

This is a short description in the author block about the author. You edit it by entering text in the "Biographical Info" field in the user admin panel.
    Blogger Comment
    Facebook Comment

0 comments:

Post a Comment